Nadeem Sarwar

Kesa Pyara Nara Hai Yeh
Har Dil Ne Pukara Hai Yeh
Mola Yeh Hamara Hai
Ya Mola Ya Hussain

Mera Mola Sabne Dil Se Mana Hai Yeh
Sabne Jisko Pana Hai Yeh
Hai Hum Sbka Khazana Hai Yeh
Ya Mola Ya Hussain

Mola Hamara Jisk Dil Mai Bhi Rahega
Hur Ki Tarha Se Uska Dil Bhi Yeh Kahay Ga
Tum Besal Mola, Tum Lazawal Mola
Tum Besal Mola, Tum Lazawal Mola

Har Dil De Arhi Hai Mola Yeh Sada
Mola Yeh Sada, Mola Yeh Sada

Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahega Ya Hussain,ya Hussain

Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Teri Qurabni Mola Deti Hai Gawahi
Har Dil Hoga Mola Teri Badshahi
Har Dil Hoga Mola Teri Badshahi

Tera He Naam Hoga
Tera Paigham Hoga
Tera He Naam Hoga
Tera Paigham Hoga

Sab K Dilo Mai Hogi Zinda Karbala
Ghar Ghar Hoga Apka Jab Aana Ya Hussain
Ghar Ghar Hoga Apka Jab Aana Ya Hussain

Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Ha Hoga…

Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Shah Asst Hussain
Badshah Asst Hussain
Wallah Deen Asst Hussain
Deen Panah Asst Hussain

Hoga Ya Hussan, Hoga Hoga Ya Hussan

Aisa Hai Aisa Mera Mola Ka Gharana
Rab Ne Banaya Jiski Khatir Yeh Zamana
Rab Ne Banaya Jiski Khatir Yeh Zamana

Syed Sultan Ka Ghar
Kulle Eeman Ka Ghar
Syed Sultan Ka Ghar
Kulle Eeman Ka Ghar

Nokar Hain Jisk Ghar Ka Sara Yeh Jahan

Samjhay Jab Apka Gharana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hota Tha Ya Hussain
Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahega Ya Hussain
Ya Hussain

Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Ya Hussain

Jo Na Kiya Kisi Ne Tum Ne Kar Dikhaya
Rahe Khuda Mai Mola Ghar Ka Ghar Lutaya
Rahe Khuda Mai Mola Ghar Ka Ghar Lutaya

Tum Par Salam Mola
Har Subho Sham Mola
Tumsa Nhi Hai Mola Koi Dosra

Hoga Har Insan Jab Tumhara Ya Hussain
Hoga Har Insan Jab Tumhara Ya Hussain

Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Jab Zamana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Shah Asst Hussain
Badshah Asst Hussain
Wallah Deen Asst Hussain
Deen Panah Asst Hussain

Hoga Ya Hussan, Hoga Hoga Ya Hussan

“Aa Dekh Zara Yeh Karbobla
Kya Noor Khuda Bikhra Hai
Heraan Caroro Ankhay Hain
Har Simt Hussain Ka Jalwa Hai

Kal Jalta Hua Ik Sehra Tha
Ab Jannat Ka Ik Tukda Hai
Kal Paak Hussain Akela Tha
Ab Usk Sath Zamana Hai

Jo Beet Gaya Jo Ayega
Har Door Tumhara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Hum Sbka Hai Nara Ya Hussain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *