Noha

achay mere baba
hazrat se sakina ne kaha bhool na jaana
achay mere baba

jab khuld may pahuncho to sakina ko bulana
achay mere baba

baba mere pyare mere aashiq mere shayda
is waqt phuphi se bataliye kyon maanga hai malboos purana
achay mere baba

mai jaangayi jaate ho sar apna katane darya ke kanare
pani ka to laane ka faqat hai ye bahana
achay mere baba

dur kano se cheenaga to faryaad karoongi mai shimre layeen ki
beti ko sitamgar ke tamachon se bachana
achay mere baba

tum jaate ho marne ko hamay kis pa hai sompa ye ghaur ki hai ja
sajjad to bemaar hai batlao thikana
achay mere baba

mehdi ka mila neig neg na shaadi ka mila neg, dulha gaya maara
tum hashr mein Qasim se me mera neg dilana
jab khuld may pahuncho to sakina ko bulana
achay mere baba

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *