Yeh Kis Nay Kaha, Matam-e-Shabbir Na Hoga

Noha

(APOLOGIES FOR THE INCOMPLETE WORDINGS.
Some words are not clear)!
Ajal se aah o zaari hai
aisa lagta hai ajal se aao jald,
Hussain naam hai (words not clear)

Sadaaey Ma’tame Shabbir aaj tak na dabi
Ghuroor toot gaya kisne kab suna ho ga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Hai khwaab jo sharmindaey ta’beer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

(RECORDING HAS GAPS)
Kya naamaey aamaal meiN tahreer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Duniya meiN agar bach bhi gaey dushmaney Shabbir
Wah koi shaheed bhi baqi hi na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Kya ba’eyate baatil ke liye sar ko jhuka dein
woh baap par ahseno tatheer na ho ga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Woh khud na rahey, naam hai Allah ka baaqi
Jo kahte thEy, ab na’raey Takbeer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Jis jis ne dukhaya hai dil e Fatima Zahra
Kya Hashr meiN woh ba’ese ta’zeer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Jaate haiN to Shabbir ke hamraah haiN Asghar
LauteiNge to aaghosh mein Be’sheer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Jis tgarah phiraye gaye dad-dar haram-e-Shah
Us wajhe se yeh zahir-e-tauqueer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Bin Baap ko gash aa gaya Zindaan-e-bala me
Kuch deer to apna xxx tauheen na ho ga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Yeh sach hai har ek xxx mein xxx gaye maula
Phir sabr kabhi Bhai se xxxeer no ho ga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Hai khwaab jo sharmindaey ta’beer na hoga
Yeh kisne kaha, Maatame Shabbir na hoga

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *