Baba kujayi baba kujayi
Kaha ho baba
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Baba tum paas nahi, chacha abbas nahi
Baba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahi
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi?
Baba mai qaid mein hu aap kaha ho baba
laadli beti ko ek baar pukaro baba
paas aao ya mujhe paas bulalo baba
apne daman mein sakina ko chupalo baba
mere baba mujhe do aake sahara
baba.. baba
mere baba mujhe do aake sahara
Aye jaan e sakina.. kaha ho.. kaha ho
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi?
Baba tum paas nahi, chacha abbas nahi
baba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahi
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Pedaram dard e yateemi dile man raa khoon kard
dast e dushman ro kharin dukhtar e kad gul gum kard
aah az aan lahze ke baa choob be labhayad zard
dil e azurde ye maara be khuda mahzoon kard
qalbam az ghusseye doori ad shikaste
baba.. baba
Qalbam az ghusseye doori ad shikaste
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Haye sehti hai sitam aapki beti baba
khoon behta hai mere kaan hai zakhmi baba
cheen kar le gaye kyu baliya meri baba
mangte aake jo mujhse to mai deti baba
kitna mushkil hai sakina ka guzara
baba.. baba
kitna mushkil hai sakina ka guzara
Aye jaane sakina, kaha ho.. kaha ho
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Baba tum paas nahi, chacha abbas nahi
Baba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahi
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Man gul e surkh e tu budam ke shudam hash murde
bus ke az dushman e toh siliye muhkam khurde
az ham un shab ke man az naaqe zameen uftadand
suye chashmaan e maa raa daste ghareeb e burde
misle yek peere zane khaste wo zaaram
baba.. baba..
Misle yek peere zane khaste wo zaaram
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Baba kal khwaab mein tum paas mere aaye the
god mein asghar e masoom ko bhi laaye the
bhai akbar, chacha abbas yehi baithe the
baari baari gale lipta ke mujhe rote the
jaane kab dekhungi kunba mai dobara
baba.. baba
Jaane kab dekhungi kunba mai dobara
Aye jaane sakina, kaha ho.. kaha ho
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Baba tum paas nahi, chacha abbas nahi
Baba tum paas nahi, koi bhi aas nahi, aas nahi
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab
Aye baba e khubam, kujayi kujayi
Ek din baba ka sar baali sakina ko mila
ashk baar aankho se baba ne sakina se kaha
haye kis haal mein tum hum se mili ho beta
ab woh seena hi nahi jispe sulaye baba
apna sar rakh de mere sar pe sakina
baba.. sakina.. baba.. sakina..
apna sar rakh de mere sar pe sakina
haan sar pe sakina….
baba.. sakina.. baba.. sakina.. baba.. sakina
Charagh e zindaa’n khamoshe im shab