Dayen Hassan Bayen Jari Pushat Panahi Ko Nabi
Sar Py Khuda Wande Jari Seens Par Zehra Ali
Mere Mola Ko Mayasar Hay Khazana Kaisa
In Ka Rutbah Imamo Main Shahana Kaisa
Kaise Kaise Hain Naseebo Main Aujale In Ky
Mere Aaqa Ko Mila Hai Ye Ghrana Kaisa
Marhaba Marhaba Mustafa Ki Baat Main
Ba Khuda Ba Khuda Sari Kainat Main
Ghunj Raha Hay Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Lakhon Darood Aap Pe Lakhon Salam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Allah Ne Kya Khub Sawara Hay
Sarkar Ke Aagan Main Utara Hay
Har Koom Ki Ankhon Ka Sitara Hay
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Zinda Hai Hussain Us Ka Hay Kirdar Bhi Zinda
Kirdar Jo Zinda Hay To Maiyar Bhi Zinda
Maiyar Jo Zinda Hay To Afkar Bhi Zinda
Afkar Jo Zinda To Azadar Bhi Zinda
Ibtida Ibtida Mustafa Ky Doosh Par
Inteha Inteha Neze Par Buland Sar
Ghunj Raha Hay Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Qadam Qadam Nagar Nagar Ya Hussain
Dillam Dillam Nazar Nazar Ya Hussain
Sada Ka To Ki Rahguzr Ya Hussain
Khao Khao Ba Chashme Dar Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Tarikh Mai Iss Jaisa Na Insan Mile Ga
Aisa Na Koi Aashike Rahman Mile Ga
Na Aasa Koi Shah E Shahidan Mile Ga
Na Aasa Koi Sabar Ka Sultan Mile Ga
La Ilah La Ilah La Ilah Ka Pasiban
Deen Panah Deen Panah Mustafa Ka Tarjuma
Ghunj Raha Hay Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Allah Ne Kya Khub Sawara Hay
Sarkar Ke Aagan Main Utara Hay
Har Koom Ki Ankhon Ka Sitara Hay
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Har Dil Main Ghame Syede Abrar Mile Ga
Har Door Main Mazloom Ka Gham Khar Mile Ga
Har Koum Main Shabbir Ka Zawar Mile Ga
Har Mulk Main Moula Ka Azadar Mile Ga
Har Jgha Har Jgha Momino Ke Darmiya
Hai Sada Hay Sada Dharkano Ke Darmiya
Ghunj Raha Hay Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Qadam Qadam Nagar Nagar Ya Hussain
Dillam Dillam Nazar Nazar Ya Hussain
Sada Ka To Ki Rahguzr Ya Hussain
Khao Khao Ba Chashme Dar Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Hathon Main Alam Thamy Wo Aata Hay Azadar
Haan Majlis O Matam Main Hi Rehta Hay Azadar
Maa Baap Hussaini Hon To Banta Hay Azadar
Maula Ye Tumhara Hai Tumhara Hay Azadar
Silsila Silsila Ye Aza Ka Silsila
Rabta Rabta Karbala Se Rabta
Ghunj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Allah Ne Kya Khub Sawara Hay
Sarkar Ke Aagan Main Utara Hay
Har Koom Ki Ankhon Ka Sitara Hay
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Shabbir Ka Dil Dekhe Zara Dekhe Zamana
Wallah Kaha Tha Jo Wohi Kar Ke Dikhaya
Khush Nodi E Khaliq Main Bhare Ghar Ko Lutaya
Neze Pe Bhi Aaya To Usi Shan Se Aaya
Badshah Badshah Hay Dilon Ka Badshah
Chha Gaya Chha Gaya Do Jahan Pe Chha Gaya
Ghunj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Qadam Qadam Nagar Nagar Ya Hussain
Dillam Dillam Nazar Nazar Ya Hussain
Sada Ka To Ki Rahguzr Ya Hussain
Khao Khao Ba Chashme Dar Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Kis Shan Se Maqtal Main Qadam Rakhta Hai Shabbir
Kab Jane Ki Parwah Kiya Karta Hay Shabbir
Darta Hai Na Jhukta Hay Na Ghabrata Hay Shabbir
Lakhon Bhi Mukhlif Hon To Sach Kehta Hay Shabbir
Honsla Honsla Shah E Deen Ka Honsla
Sun Sada Sun Sada Do Jahan KI Hay Sada
Ghunj Raha Hay Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Allah Ne Kya Khub Sawara Hay
Sarkar Ke Aagan Main Utara Hay
Har Koom Ki Ankhon Ka Sitara Hay
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Han Aao Kare Ham Sheh E Abrar Ka Matam
Islam Ke Mohsin Ka Madad Gaar Ka Matam
Asghar Ali Akbar Ka Aur Ansar Ka Matam
Zainab K Sakina Ka Alam Daar Ka Matam
Bekhata Bekhata Hai Gharib E Syeda
Hai Bapa Hai Bapa Tera Gham Jagah Jagah
Ghunj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Aleyhis Salam
Dayin Hassan Bayin Jari Pushat Panahi Ko Nabi
Sar Pe Khuda Wande Jari Seense Par Zehra Ali
Dayin Hassan Bayin Jari Pushat Panahi Ko Nabi
Sar Pe Khuda Wande Jari Seens Par Zehra Ali
Hazrat Imam Hussain Hussain
Haye Shah E Mashraqen
Aye Dil E Zehra Ke Chen
Han Mere Mola Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Aali Maqam Hussain Hussain
Tum Pe Salam Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain
Haye Shah E Karbala
Aap Ka Ghar Lut Gaye
Wada Wafa Kar Diya
Hazrat Imam Hussain Hussain
Shah E Zaman Hussain Hussain
Zakhmi Badan Hussain Hussain
Tishna Dahan Hussain Hussain
Hazrat Imam Hussain Hussain