Noha

khuda hafiz khuda hafiz
hai rukhsat ki ghadi – aye karbala walon
khuda hafiz khuda hafiz
salame aakhari – aye karbala valon
khuda hafiz khuda hafiz

na ham se ho saka kuchh bhee ada haq mejabaani ka
ye hai sharmindagi – aye karbala vaalon
khuda hafiz khuda hafiz

tumhaare saath zehara bhi yahan tashareef laayin thin
ye izzat bhi mili – aye karbala vaalon
khuda hafiz khuda hafiz

hamaare ghar ki zeenat bhi tumhaare saath jaatee hai
udaasee chha gayee – aye karbala vaalon
khuda hafiz khuda hafiz

tumhare gam mein rote rote mar jate to achchha tha
ye hasarat rah gayi – aye karbala vaalon
khuda hafiz khuda hafiz

kisi sorat bahalata hi nahin dil kaise bahaen
ajab hai be kaali -aye karbala vaalon
khuda hafiz khuda hafiz

phir agale sal hum yun hi safe matam bichhaenge
rahi gar zindagi – aye karbala vaalon
khuda hafiz khuda hafiz


खुदा हाफिज खुदा हाफिज
है रुखसत की घडी – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज
सलामे आखरी – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

ना हम से हो सका कुछ भी अदा हक़ मेजबानी का
ये है शर्मिंदगी – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

तुम्हारे साथ ज़हरा भी यहाँ तशरीफ़ लायीं थी
ये इज़्ज़त भी मिली – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

हमारे घर की रौनक़ भी तुम्हारे साथ जाती है
उदासी छा गयी – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

तुम्हारे ग़म में रोते रोते मर जाते तो अच्छा था
ये हसरत रह गयी – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

किसी सूरत बहलता ही नहीं दिल कैसे बहाएं
अजब है बेकली ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

फिर अगले साल हम यूँ ही सफे मातम बिछाएंगे
रही गर ज़िन्दगी – ए कर्बला वालों
खुदा हाफिज खुदा हाफिज

3 replies on “Khuda Hafiz Khuda Hafiz – Salam-e-Aakhri Aye Kabala Valon”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *