Noha

Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Gareeb o benawa Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Aseer e Ashqiya Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Qateel e Sar-Juda Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Gareeb o Kamsukan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Aseer o Khastatan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Nabi ke Jaan o Tan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Shaheed o Be-Kafan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Ali ke Dilruba Hussain. Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Ghar se bula ke mehmaan, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Cheeni yazeed ne ama, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Ghode se gir pade jo Shah, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Seene pe baitha ru-siyah, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Pyasee ka haaye marte-dam, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Khushk gala kiya qalam, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Gareeb o Kamsukan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Shaheed e Be-Kafan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Ali ke Dilruba Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Tan se jo sar hua juda, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Kahtey they Shah Khuda Khuda, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Kaha zuban se Ya Ali, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Wafa par jab churi chali, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Tukde hua jo Shah ka tan, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Hilta tha Karbala ka bann, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Aaya zameen ko zalzala, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Shah ka jo kat gaya gala, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Ali ke Dilruba Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Nabi ke Jaan o Tan Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Shaheed e Be-Kafan Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Dus din mein tera ghar luta, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Dus din mein tera Sar kata, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Who Chand Fathema ka tha, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Grahan mein jo ke aa gaya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Qateel e mahlaqa to kya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Qible talak bichad gaya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Akbar shabi e Mustafa, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Jo kushta dard se bala, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Ali ke Dilruba Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Who noor e chasm e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Qateel e dast e mariya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Chasm o chirag e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Rehan e bagh e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Teer e sitam ka chal gaya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Bachche ka dam nikal gaya,Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Akbar shabi e Mustafa, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Jo kushta dard se bala,Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Sipte Rasool e do sara, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Rahat e jaan e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Ali ke Dilruba Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Dabhi e be-nawah Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Gareeb o Kamsukan Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Aseer o Khastatan Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Nabi ke Jaan o Tan Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Shaheed e Be-Kafan Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Ho gaye haath do qalam, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Jhuk gaya Shah ka alam, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Mashk e Sakeena jab chhidi, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Pyasee chacha ke aah bani, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Nabi ka baagh ujad gaya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Har ek gul bichad gaya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Nabi ki aal Shaam mein, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Gaye hujoom e aam mein, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Zamana yuhn badal gaya, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Palat ke aati thi sada, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Gareeb o Kamsukan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Shaheed e Be-Kafan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Nabi ke Jaan o Tan Hussain. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Ali ke Dilruba Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Dus din mein tera ghar luta. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Dus din mein tera Sar kata. Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Sooni hai tere bargaah, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Noor e nighah e Murtaza, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Chasm o chirag e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Rehan e bagh e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Sipte Rasool e do sara, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Rahat e jaan e Fatima, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!
Mazloom e Karbala Hussain, Hussain, Hussain, Imaam Hussain!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *